Ik Mulaqaat Lyrics

Ik Mulaqaat Lyrics – Dream Girl


Ik Mulaqaat Lyrics from Dream Girl: The Hindi love song “Ek Mulaqat Mein” is from Ayushmann khurrana and Nushrat Bharucha’s movie ‘Dream Girl’. It is sung by Meet Bros, Altamash Faridi and Palak Muchhal, and Ek Mulaqat lyrics are penned by Shabbir Ahmed while music is composed by Meet Bros.
Image result for Ik Mulaqaat Lyrics – Dream Girl

Main bhi hoon tu bhi hai aamne saamne
Dil ko behka diya ishq ke jaam ne

Main bhi hoon tu bhi hai aamne saamne
Dil ko behka diya ishq ke jaam ne
Musalsal nazar barasti rahi
Taraste hain hum bheege barsaat mein

Ik mulaqat
Ek mulaqat mein, baat hi baat mein
Unka yun muskurana gazab ho gaya
Kal talak wo jo mere khayalon mein the
Rubaru unka aana gajab ho gaya

Mohabbat ki pehli mulaqaat ka
Asar dekho na jaane kab ho gaya

Ik mulaqaat mein, baat hi baat mein
Unka yun muskurana gazab ho gaya

Makhtawar dard ka kuch khayal nahi hai
Ek taraf main kahin, ek taraf dil kahin

Aankhon ka aitbaar mat karna
Ye uthe to katleaam karti hai
Koi inki nigahon pe pehra lagao yaaron
Ye nigahon se hi khanzar ka kaam karti hai

Makhtawar dard ka kuch khayal nahi hai
Ek taraf main kahin, ek taraf dil kahin
Ehsaas ki zameen pe, kyun dhuan uth raha
Hai jal raha dil mera, kyun pata kuch nahi

Kyun khayalon mein kuch barf si gir rahi
Rait ki khwahishon mein nami bhar rahi
Musalsal nazar barasti rahi
Taraste hain hum bheege barsaat mein

Ik mulaqat
Ek mulaqat mein, baat hi baat mein
Unka yun muskurana gazab ho gaya
Kal talak wo jo mere khayalon mein the
Rubaru unka aana gajab ho gaya

Mohabbat ki pehli mulaqaat ka
Asar dekho na jaane kab ho gaya

Ik mulaqaat mein, baat hi baat mein
Unka yun muskurana gazab ho gaya

Oo…

Comments

Popular Posts